Saturday 17 November 2018

email aur gmail me kya antar hai. what is deference gmail and email in hindi.

email aur gmail me kya antar hai.

to dosto aaj ke is internet ka yug me email bejna aur accept karna bahut jaroori ho gya hai.jyadhatar kam jaise kisi se batchi karna ya koi job se related kam,ya phir buisness se related kam ,ya phir koi document hi n bajna hu email id ki jaroorat hoti hai.jyadhatar log email aur gmail ke bhich confuse hote hai ki ye dono same hi hai. but aaj ki is post me hum aapko in ke beach ke difference ko btayenge.
email, gmail, deference
email ya gmail me antar

bahut se dost jinhe email bajna nhi aata ya phir email id bnana nhi aata to unko email aur gmail ka bich deference bi samj nhi aata .ve log google par search karte hai what is email, what is gmail, deference , between,email and gmail in hindi.

email aur gmail me kya antar hai

 email aur gmail ka beac ke antar ko samajne se pahle hum ko ye samajna hoga ki email kya hota hai aur gmail kya hota hai. jaise hi aap in dono ke bare me janenge to aapko inke beach ka antar bi samaj aa jayega.to chaliye jante hai ki what is email, email kya hai

email kya hai , what is email in hindi

to dosto aap jante hi honge ki email ka pura nam electronic mail hota hai. ye ak process yani ak prkriya hoti hai jiske dawara aap kisi bi person ko bi message bajte hai.use hi email kahte hai.example ka tarike se aap jo bi khat ya message internet ka madhayam se bajte hai wo email kahlata hai.

email id


gmail kya hai .what is gmail in hindi

to dosto gmail ak email service hai jo google ke dawara banaya gya hai.jo ki bilkul free hai ,aap iska istemal kisi ko bi email bejne ka liye kar sakte hai,yani aap kisi email ko bejna chate ho to aapko ak service ki jaroorat hoti hai jiski help se aap email baj sakte hai example ka liye bank me paisa transfer ke liye paytm ki jaroort hoti hai kyoki wo aapke paiso ko transfer karta hai. usi prakar gmail aapke email ko transfer karta hai
gmail, email,between defrence

to dosto aapko ye post pasand aayi hogi to please share kare aur comment me kuch suggestion de 

No comments:

Post a Comment