Saturday 8 December 2018

bitcoin kya hai . all details in hindi by lalit verma

bitcoin kya hai . complete jankari in hindi.

bitcoin kya hai.
bitcoin ak digital currency hai ,ab aapko digital name se pta lag gya hoga ki ye ak online currency hai, ise aap apne ghar ya purse me nhi rakh sakte hai.kyoki ye kisi bhi tarah ka note ya coin nhi hai . is bitcoin ko aap online hi istemaal kar sakte hai .is currency ka liye koi bhi government ya bank nhi hai.bitcoin ka avishkar santoshi nakomoto ne 2009 me kiya tha . inke is pryaas se ye aaj bahut popular currency ban gya hai.
bitcoin kya hai in hindi all details, lalit verma

bitcoin kaise karide
to hum aapko bta de ki bitcoin purchase karne ke bahut se tarike hai jaise...
1. bitcoin ko aap apni country ki local currency se kharid sakte ho.
2. bitcoin earn karne  ke liye bahut se application aur bahut se software hai.
3. bitcoin aap kishi bhi cheej ko online bachkar bitcoin pa sakte hai.
to ab aapko pta laga gya hoga ki bitcoin kaise kharide lakin , ise hum kha use kar sakte hai.
bitcoin ka use kha kha kar sakte hai
1. bitcoin ko aap kharid aur bach sakte ho yani ki sell aur purchase kar sakte ho.
2. bitcoin ka use aap online paisa kamaane ke liye bhi kar sakte ho .
3. bitcoin ka use karke aap online shoping kar sakte ho.
4. bitcoin ka use karke aap kise bhi payment kar sakte ho.
lakin dosto ab aapke mind me ye sawaal aa rha hoga ki bitcoin ka use karne se hume kya fayda hai.
bitcoin ke kya fayde hai.
1.bitcoin ko kisi ko dene avm lene me kam fees lagti hai iska koi tax nhi hai.
2.aap bitcoin ko jab bhi sell ya purchase karte ho to aapko koi bhi pareshaani nhi aane wali 
3.bitcoin ko aap invest kar sakte ho kyoki aaj tak iski keemat bad rahi hai.bitcoin me government aap pe nazar nhi rakhti
4.ab jab government nazar nhi rakhti to iska kuch misuse bhi hote hai jaise black monny ya drugs etc. me .
bitcoin ke nukshaan
1.agar aapka bitcoin account hack ho jata hai to government aapki kisi bhi tarike se help nhi kareghi . aur aapke bitcoin dub jayenge.
2.mane jaisa ki upaar bataya ki isme kisi bhi bank ya government ka yogdan nhi hai jiske karan iski price kam jyada hoti rahti hai.
to dosto kaisa laga bitcoin ke bare me jankar , agar aap ko kuch knoledge mili tho ise share jaroor kare, aur comment me apna feedback de ...

No comments:

Post a Comment