Friday, 7 December 2018

duniya ka sabse pahla aur sabse bada camera konsa hai in hindi

duniya ka sabse pahla aur sabse bada camera konsa hai

aaj kal har ak bache ke paas mobile ya kaho to smartphone hai ,aur ye jabse aaya hai to camera bhi aam bat ho gyi ak jamana tha jab logo ke paas camera hona bahut mushkil tha but jinke paas tha wo bhi bina kam ka tha yani ki only photo click karne ka liye tha .lakin aaj ke is technology ke yug me camera bacho ke paas bhi hai ,aur we sab iska use bhi kar rahe hai . 

first camera

lakkin dosto kya aapko pta hai ki ak time aisa tha jab hum camera ko ghar me bhi nhi rakh sakte the. us camere ki size bahut badhi hoti thi,lakin dosto jaise jaise technology badhi camera chota hota gya aur aaj aisa camera ban gya jise aap apne coat ke button me lga sakte hai aur aapko btane ki jaroorat nhi hai ki coat ka button kitna chota hota hai.
lakin ab ye sawaal hota hai ki duniya ka sabse pahla aur sabse bada camera konsa tha .
duniya ka sabse pahla camera



to dosto ab tak aapne photo me dekh liya hoga duniya ka sabse pahla aur sabse bada camera, is  camere ko jojrj nam ke ak vaghanik ne banaya tha.1900 me is camere ko banane ka main karan railway ki photo khichna tha, ye railway sabse bda tha iska name aaltan railway tha.
is camere ko banane me us time ladbag 5000$ lagha tha aur aaj ke time me is rate ka matlab 4 lakh lagbag hota hai , to aap jan sakte hai ki us time 4 lakh kitna maine rakhta tha ,aur ha is camere ko utane aur chlaane me kareeban 18 logo ki jaroorat thi , ab is camere ki size aur price ko dekhte hua iski photo bi normal nhi hogi to me aapko bta du ki iski  khichi hui photo ki size lagbag 8.5 feet  hoti thi .
to dosto kaisa laga is camere ke bare me jankar  agar artcle  pasand aaya to share jaroor kare aur ha koi bhi sawaal ho to hume jaroor bataye hum jawaab jaroor denge..


No comments:

Post a Comment