Saturday, 16 March 2019

apple company ke bare me 40 amazing facts in hindi


apple company ka amazing facts in hindi
 apple company duniya ka sabse powerfull companiyo me se ak hai , shuruaat ma is company ne garibi jhali , lakin bad bahut me aisi pragati ki , ki aajkal har aadmi ak bar to apple ka phone jaroor lena chahta hai, to aaj hum apple company ka intresting facts in hindi janenge.
apple , iphone , iphone company , apple company facts , in hindi, amazing facts

1.apple company ki shruat 1976 me april fool day yani ki murkh divas ka din hui thi.
2. apple ka shuruaat ka product me nuten ki picture aathi thi, aur apple ka ak product ka nam nuten bhi tha, lakin jab se iphone aaya to ye nam gayab ho gya,
3.apple me job karne walo ma har teesra worker indian hai.
4.apple ka apps ko duniya me sabse jyadha download kiya jata hai, ab tak apple ka store se 35 billion app download kiye ja chuke hai.
5.puri duniya ma apple ka karmchari  lagabhag 83000 hai.
6.apple ma kam karne wale worker har sall  125000$ kamaate hai.
7.apple company har ak minute me 300000 $ kamaati hai.
8.apple company ka dum par steave jobs 25 saal ki umra me hi crorepati ban gye.
9.apple app store me 60% se jyadha aise app hai jo aaj tak download nhi kiye gye.
10.2014 ke pahle 3 mahine me apple ne itne paise kamaaye , jitne amazon, facebook aur google ne milkar bhi nhi kamaaaye the.
11. 2012 me pratidin apple mobile phone ne 340,000 phone bache,
12.apple ka i pad ki display ya screen samsung dwara banayi jati hai.
13.apple mobile phone ma shiri ko kahe gye sabd apple company tak pahucte hai.
14.apple company ka paas amerika se bhi jyadha paise hai.
15.apple company ki report ka anusaar apple company ka paas 17 desho me 475 stores hai.
16. dunia ka sabse keemati brand apple, google aur microsoft hai.
17.apple mobile ka advertisements me 9 bajkar 41 minutes ka time dikhya jata hai , is time par hi apple company ki ghosna hui thi.
18.apple brand ki keemat kul ruusi brand ki keemat se jyadha hai.
19. apple phone pure saal charge hone par bhi 0.23$ bijli kharch karta hai , jo ki bahut kam hai.
20. apple mackbook ki battery bulletproof hoti hai, ye aapko goli lagne se bhi bacha sakti hai.
21.aapko apple store me job mil sakti hai.
22. siri ko android aur blackberry phone ka liye banaya gya tha, jie 2010 me apple ne kharid liya .
23. 1991 me milne wale iphone ka parts ko alag-alag kharida jata tha, iske liye aapko 3560000$ kharch karna padta tha.
24. apple computer ka paas smoking na kare isse aapke computer ki warranty khatam ho jati hai.
25.1985 ma apple company ne steave jobs ko nikaal diya tha lakin 1996 me company ne wapas bhula liya tha.
26. steve jobs applecompany ka sabse bade share holder hai.
27. apple company ka CEO team apne karmchariyo ko subah 4:30 baje hi email kar dete hai.
28. iphone 6 ko kharidne ka liye ak japan ka aadmi 7 mahine tak line me khada raha tha.,its facts .
29. apple company ka main fact ye hai ki iski 61% se jyadha kamaai amerika se bahar hoti hai.
30.apple ke founder ronald gerald wayne ne apne share 800$ me bach diye the , agar wo aisa nhi karte to aaj unki keemat 35 billion dollar hoti.
31.apple ka 39% revenue sirf iphone ki bikri se hota hai.
32. ab tak microsoft company ne apple se jyadha kharch kiya hai lakin apple se jyadha kamaai nhi kar payi.
33.apple ka sabse chota apple store kalifornia ka santa roja me sthit hai o ki 540 feet me faila hua hai.
34. apple ka sabse bada retail store lundon ma hai jisi lambai- chodai 25000 feet hai.
35. apple company ne steve jobs ko 1 dollar salery dhi thi,
36. apple stores ka anusaar company daily 93.150 dollar ka saman bechti hai ,
37. apple ka pahle computer  ka mulya 666.66 dollar tah , jis karan iska virodh bhi hua.
38. steve jobs ne apni car volkswagen ko 500 dollar ma bach diya , aur isse company ko aage badhaya .
39.yadhi aap itune ka istemaal karte hai to aap pahle se hi parmanu hathiyaar banane ka liye apple ka utpado ka upyog nhi karne ka liye sahmat ho gye hai.
40. aapko pasand aaya to apne dosto ka sath share kare.
aap is blog ko free me subscribe kar sakte hai taki aapko new notification aa jaye .


No comments:

Post a Comment