Saturday 16 March 2019

computer ke bare me amazing facts in hindi


computer facts in hindi
dosto aapne computer ka name suna hi hoga aaj hum iske kuch facts bta rahe hai , aajkal computer ka use har koi karta hai , computer ki help se aaj log online paisa kama rahe hai . har school , har office, har bank me ak computer to jaroor hota hai.aur dheere dheere ye vikash kar rha hai , me ye jo post likh rha hu ye bhi computer se hi likh rha hu ,duniya ma kareeban 5 arab computer hai, to iske kuch facts bhi hai jo aaj ma aapko bta deta hu .
sabse pahle to bat karte hai ki computer ki full form kya hai .
c= common
o=oriented
m=machine
p=particularly
u=united and used under
t=technical
e=educational
r=research
to dosto ye hoti hai computer ki full form shayad hi aapne pahle kabhi dekhi hogi.
history of computer
computer kab banaya gya tha , computer ko 1613 banaya gya tha lakin ye al lakdhi ka tha , jiska use kaval math ko solve karne ka liye karte tha, us time ise abakus bhi kha jata tha. bad me iska rup badala gya ise ak mechanical computer banaya gya , aur ye kam charls babaj dwara  1822 me kiya gya , yani ki ak mechanical computer 1822 me bankar taiyar hua ,isliye charls babaj ko father of computer kha jata hai,ab sabse pahle progarammable computer ki bat ki jaye to ise jarmni ka konrad juse ne 1937 me banaya  gya tha jise z1 kahte the.
sabse pahla electronic digital computer 1945 me banaya gya tha. jiska name eniac tha, ise jon mochli aur ja praspar acrt ne banaya tha , aur aap iski lambai sunkar hairan ho jaoge , ise 250 gaj jagah ki jaroorat padti thi, yani ki ye computer duniya ka sabse bada computer tha .
computer, microsoft , amazing facts, computer amazing facts ,

amazing facts about computer in hindi
1.windows ko start karte time jo aawaj hoti hai use apple mac kause karke banaya gya tha.
2.keyboard ka aisa sabd jo sabse bda ho lakin ak line se likha jata ho v sabd hai typewritter ye sabd  q se p wali line se bna hai jo ki ak hi line hai.
3.har mahine 7000 computer virus banaye jate hai .
4. har din 10 lakh computer virus ka karan khraab ho jate hai.
5. 1 insaan 1 minute  me 20 bar palke japkata hai lakin wahi insaan computer par 10 bar palke japkata hai.
6. duniya ki 50% job computer khud karne lagega ga 2040 tak.
7.sabse pahla computer ka mouse lakdi ka banay gya tha jise doug engelbart ka dwara san 1964 me bnaya gya tha.
8. agar koi insaan 1 ghante typing karta hai to wo 10 k.m. paidal chalne ke samaan hai.
9.bill gates ke ghar ka map apple ka macintosh se design kiya gya tha.
10.duniya ka 50% log usb drive ko ulta lagaane ki koshish karte hai.
11. 1000 gb ki pahli hard disk banane wali company ka nam hitachi tha jise 2007 me banaya gya tha.
12.world ka sabse pahla computer programme ads lovelace ne likha tha , ye ak mahilla ka nam hai.
13.1948 ka aas-paas computer ko electronic brains kha jata tha yani ki vidhut mind
14.taash ka game jise hum solitare bhi kahte hai pahli bar 1990 me dala gya tha.
15. har saal 30 december ko computer security day manaya jata hai ,
16. abhi tak duniya me aisa computer nhi bna jo ki kisi captcha ko solve kar sake.
17. har saal 2 december ko computer sakshrta divas manaya jata hai.
18. 100 computer me se 20 computer hi window par chlte hai baki sab linux par chlte hai .
19.computer software ke liye sabse best language sanskrit ko mana gya hai.
20.compute sabd ka art ganna karna hota hai, yani ki computer ko banane ka main makshad yehi tha.
21. microsoft ak gairaj me banaya gya tha.
india me computer kab aaya tha .
india me computer 1952 ma aaya tha , ise dr, dwijish datta ka dwara kolkata me staphit kiya gya lakin ye computer out of country yani ki bahar se mangaya gya tha. india me banaya gya sabse pahla computer sidaarath  tha , india me sabse pahla super computer vijay bhatkar dwara banya gya kyoki amerika ne india ko super computer dene se mna kar diya tha.
world first computer virus
duniya ka pahla computer virus ak american bacche ne khel khel me banaya tha.uski age 15 saal thi aur uska name rich skrenta tha. us virus ka name elk cloner tha. ab jab me iske bare me search kar rha tha to muje pta chala ki pahla computer virus do pakistaani bhaiyo ne banaya tha  lakin ye bat galat hai un dono bhaiyo ne brain nam ka virus tho banay tha lakin windows ka liye .
to dosto kaisa laga post comment karke jaroor bataye aur ye jankari apne dosto ka sath bhi share kare .


No comments:

Post a Comment