camera aur photography ka amazing facts in hindi
camera aur photography ka shok to har vakti rakhta hai.lakin har vakti
perfact photographer nhi ban sakta , to aaj ka is post me hum kuch aise hi
facts aapko batayenge.
ye trick jaroor use kare
aap apne mobile ka camere se ye pta lga sakte hai ki aapka remote khraab
hai ya sahi.sabse pahle apne mobile ka camere ko on kare ab apne remote ki
light yani ki jo remote par light laghi hoti hai use uske samne laye. ab aap
remote ka koi sa bhi ak button dabaaye ,agar light jal gyi to aapka remote thik
hai aur agar nhi jali to khraab hai.
kuch intresting facts in hindi
1.old photos me kisi ak bhi face par mushkaan nhi hoti thi kyoki us time
kisi ko bhi photo khichaane ka liye 8 ghante batna padta tha.
2. aaj har 2 minute ma itne photo khiche ja rhe hai jitne 1800 se 1900 ka
bich bhi nhi khiche gye.
3.duniya ka pahla digital camera 1975 me banaya gya , ise banane wali
company ka nam kodak tah , iska wajan 3.6 kilo tha , isse black &white
photo khichi ja sakti thi, jis time ye camera banaya gya tha us time aadhe
amerika ne ye camera kharid liya tha.is camere se photo khichne me 23 second ka
time lagta tha.
4.camere ka sabse bda museum munbai ma hai , is musium me aapko 1907 se ab
tak ak sabhi camere milenge , isme total 4425 camere hai.
5. niche diya gya photo duniya ka sabse purana photo hai jo gyaath hai.
yeh photo duniya ka sabse purana
photo hai ise france ke photographer nicephore
niepce ne khicha tha
6. duniya ka first photo jiseme koi insaan tha.
is photo ma ak insaan hai jo juto ko polish kara rha hai.ye 1833 me france
me khichi gyi.
7. sabse pahle dslr camera kodak aur canon na ak sath milkar banaya
tha.kodak ne isme 1.3 mp ka lanse lagaya tha to canon ne body lagaayi thi.
8. ab tak ka sabse bada SLR lans coral zeiss ne apo sonar t camera ka liye
banaya tha , iska wajan 256 kilogram tha, aur ye 67 inch ki duri focus kar
sakta tha.
9.dunioya ki sabse dukhi photo
is photo ko duniya
ki sabse dukhi photo me gina jata hai. is photo me ak baccha bhukh se ro rha
hai, aur paas me bata gidd uske marne ka intjaar kar rha hai , use khane ka
liye , is photo ko south afrika ka kevin carter ne khichi thi , is photo ka
liye unhe award bhi mila tha lakin is photo se wo itne dukhi hua ki unhone 33
saal ki umra me aatm hatya kar li.
10. mobile me jo
mute ka option hota hai ye option japan me nhi hota aur hota bhi hai to mobile
ko mute karna aalow nhi hai , kyoki japani girls skirt pahanti hai , agar koi
unki photo khiche to unhe pta lag jaye isliye ye fiture nhi hai.
11. security
camera1960 me jarmni me istemaal kiye gye the first time.
12.duniya ka sabse
bda camera 1899 me banaya gya tha jiska nam mamath tha. ye camera 635 kilo ka
tha aur ise utaane ke liye 15 logo ki jaroorat hoti thi.
13. google maps me sea view
ficture jodne ki taiyaari hai isse hum pani ka andar ki photo ko bhi 360* par
dekha ja sakega.
14. leicka o series
nam ka camera duniya me sabse mehanga bikne wala camera hai. ye camera
australia me 28 lakh me bikha tha.
15. duniya me sabse
jyadha dekha jane wala photo ak desktop wallpaper hai. magar kuch log kahte hai
ki ye photoshop se banaya gya hai. aap photo dekh lo phir apni rai dena .
16. laptop ka camere ko dak kar rakhna chaiye
kyoki hacker ise hack kar sakte hai.
17.jis camera ne chand se dharti ki photo khichi thi wo
camera chaand par hi rah gya tha kyoki wha se ak pattar lana tha jiska wajan 25
killo tha , isliye camera wha par hi chodna pda.
18. duniya ki sabse
badhi negative photographic cheen me khichi gyi thi , jiski size 260 ft. 6 inch
lambhi thi.
to dosto kaisi laghi
ye post comment me jariir bataye aur ha
apne dosto ka sath share jaroor kare
aap hume
free me subscribe kar sakte
No comments:
Post a Comment