Monday 18 March 2019

instagram ke amzing facts in hindi (50 facts )


instagram ka kuch amazing facts in hindi
aaj kal har aadmi ka paas mobile ho gya hai, jiski wajah se wo social media par bhi time deta hai, aur aaj ahum aisi hi ak social media sites yani ki instagram par bat karenge , halaki instagram jyadha purani service nhi hai , lakin log is site par bahut teji se judh rahe hai , jis karan se ye ak popular site ban gyi hai, aur me garanti se kah sakta hu ki aap bhi google me instagram search to jaroor karte hoge , by the way aaj hum instagram ka kuch aise facts batayenge , jo aapne kabhi sune bhi nhi honge.
instagram, facts, amazing, 50 facts, in hindi , instagram amzing facts in hindi

instagram ka intresting facts
1. 6 october 2010 ko instagram launch kiya gya tha.
2.kevin systorm aur mike krieger instagram ke sansthapak hai.
3. instagram par har second 2000 photos share ki jati hai.
4. april 2012 me facebook ne instagram ko 1 billion dollar me kharid liya tha.
5. instagram par 800 million user's hai , jinme se 250 million daily active users hai.
6. 16 julai 2010 ko pahli bar instagram par post kiya gya tha , aur ye post khud kevin systorm ne kiya tha.
7.instagram launch hone ke 2 mahine bad hi iske 10 lakh users ho gye the.
8. january 2011 se instagram hastag ka istemal kiya jane laga tha.
9. 15% instagram users insta se 50000$ kamaate hai.
10. koi bhi business man apne business ko instagram se promote kar sakta hai.
11.instagram par sabse jyadha use hone wala emoji drumroll hai.
12.instagram ka sabse famous hastag love hai, #love.
13.instagram par sabse jyadha followers selena gomez ka hai.
14. instagram par october 2015 tak 40 billion photo upload ho chuke the.
15.instagram par ladkiyo ke account jyadha hai.
16. instagram par 67% ladkiya aur 33% ladke hai.
17. iran me instagram ke lagbahg 22 million users hai.
18. agar aapke followers acche hai to aap acche paise bhi kama sakte hai.
19. instagram par pahle video ki limit 15 second hi thi , laki 2016 se video ki limit 1 minute kar di gyi hai.
20. 2 august 2016  ko pahli bar story upload ki gyi thi.
21. 3 april 2012 ko instagram andrid ka liye launch kiya gya .
22. india ka top celebrities ak post karne ke 10 lakh kama lete hai.
23. instagram ke 80 % users us se bahar ke hai.
24. instagram par 2018 se video call ki suvidha bhi launch kar di gyi hai.
25. instagram par 25% aise log bhi hai , jo apni private photo ko bhi instagram par upload kar dete hai.
26. instagarm par daily 5 arab se bhi jyadha photo like hote hai.
27.  instagram ko play sore me 1 arab bar install kiya ja chuka hai.
28. 18 se 30 saal ki age ke log instagram ko 60% use karte hai.
29.instagram par 10 million se jyadha business profile mojud hai.
30. instagram ke total account me se 20 % account fake hai.
31. instagram par upload ki gyi photos/ video tej gati se viral hoti hai.
32. instagram ke story features ko daily 50 crore log use karte hai.
33. kevin ko rat me kam karna pasand tha , unka manna tha ki rat ko mind fresh rahta haii.
34. instagram ki estimated value 100 billion dollar se bhi jyadha hai.
35. kevin ko dog bahut pasand the , aur apne dog ke sath photo share karne ke idea ne hume instagram diya ,
36. instagram ke founder kevin instagram par daily kareeb 55 minute hi bitate hai.
37. google par daily instagram keyword ko 20 milion bar search kiya jata hai.
38. instagram ne ab tak 2000 hastag ko ban kar diya hai.
39 .instagram par 40% aise log hai , jo instagram ko har ghante chack karte rahte hai.
40. presenet time me instagram sabse famous social site hai,
41. instagram par daily 30000 hackers attack hote hai.
42, instagram par kisi bhi brand ko promote karne ke liye kylie jenner sabse jyadha paise leti hai kareeban 1 million dollar.
43.instagram par sabse jyadha like ki gyi photo kylie  janner ki bati ki hai.
44.instagram par sabse jyadha selfies share ki jati hai.
45. instagram par bahut jyadha filter diye hua hai jinme se juno, gagham  filtures  sabse jyadha use kiye jate hai.
46. instagram par aap hastag istemal karke tej gati se famous ho sakte ho.
47.facebook users , instagram ko facebook ke kahne par hi use karte hai.
48. instagram me facebook ka jaise hi feature hai, isliye aaj bhi log facebook ko jyadha mahtav dete hai.
49. august 2017 me kuch celebrities ki kuch private information , contact etc. kisi bug ki wajah se dark web share ho gyi thi .
50. instagram ka sabse bada fact ye hai ki instagram par bhi ladkiya facebook ki trah jawaab nhi deti hai,
dosto post kaisi laghi , comment me jaroor bataye , aur ha ho sake to apne dosto tak bhi is knoledge ko share kare


No comments:

Post a Comment