facebook ka bare me kuch facts in hindi
kya aap facebook ka use karte ho , ofcourse karte hi ho , aaj present time
me har koi facebook ka use karte hai , kai log to isme pagal hai aur din rat
isme hi lage rahte hai. aur ye duniya ki sabhi social sito me se sabse badhi
site hai . aap chaye facebook king hi kyo n ho lakin aaj hum aapko facebook ka
bare me kuch facts batayenge. jinke bare ma aap shayad hi jante ho.
1.facebook ki shuruaat 4 fabruary 2004 ko hui thi
2.iski owner yani ki mark jukerberg ko sellery ka tor par 1.5 dollar milta
hai.
3.facebook nile colour ka hai lakin iska main karan mark jukerberg ko mana
jata hai kyoki unka colour blind tha
4.aap facebook ka nile [blue] colour ko change karke apna favourite colour
laga sakte ho.
5.facebook ko aap 70 language ma
badal sakte ho.yani ki hum aamtor par hindi ya english language ka use karte
hai lakin aap isme 70 tarah ki dusri language ka bhi istemaal kar sakte hai.
6.facebook par 85% vaishyaaye hoti hai .
7.facebook par daily 8 lakh id hack
karne ki koshish ki jati hai.
8. facebook agar ak desh hota to ye number 5 par aata . kyoki isme jansankhya bahut jyadha
ho gyi hai.
9.puri duniya ke wa log jo internet se jude hua hai unme se 70 % log
facebook se jude hua hai.
10.agar facebook ka server kisi bhi wajah se down ho jaye to facebook ko
har minute 30000 dollar ka nukshaan hoga.
11.facebook ka founder ne like button ka name awesome rakhna chaha lakin
uski kisi ne bhi nhi suni aur like hi nam rakh diya.
12.yahoo aur mtv ne is site ko 1crore me kharidna chaha lakin mark ne mna
kar diya.
13.facebok ka ek button hai jise hum poke kahte hai lakin iska asli matlab
to facebook company ko bhi nhi hai.lakin agar aap iska istemaal jyadha karte ho
to facebook aapko block kar sakta hai.
14.hum jante hai ki jab hum koi website banate hai to uske liye hosting
jaroori hoti hai , isliye facebook bhi ak website hai aur ye har saal 4 crore
hosting par kharch karti hai.
15.facebook ma ak baar privacy setting me badlav kiye gye jiske karan mark
ki ak photo viral ho gyi , jisme wo tedi bear pakde hua hai.
16.facebook aapki location trace karta hai , isliye jab bhi aap kisi ko
friend request send karte ho to wo aapke aas-paas ka log hote hai.
17.facebook ki help se 2011 me iceland ka savidhaan likha gya tha.
18.amaerika me aadhi se jyadha shaadi facebook ki wajah se todi jati hai.
19.india ke 30% logo ki shaadi facebook ki wajah se hui hai.
20.2009 me whatsape ke founder brayan acton ko facebook ne job dene se mna
kar diya tha.
21.agar aapko facebook ka founder mark ka page dekhna hai to facebook url
ka aage 4 likh do , aap automatic mark ka page par pahuch jaoge.
22. 10% british sex karte time facebook ka use karte hai.
23.agar aap facebook website ko hack kar dete ho to aapko 500 dollars diye
jayenge.
24.agar aap facebook ki kisi galti ko pakadte ho to aapko reward diya jata
hai.
25.facebook par jab kisi ka account ho aur wo mar jaye to hum uski report
facebook ko karke us account ko ak upaadhi dila sakte hai.
26.facebook ka addiction ka karan
logo me ak bimaari fail rahi hai jise hum short me FAD kahte hai.duniya me 40
crore log fad se jhujh rahe hai.
27.agar aap facebook login karke kuch aur internet ka kam karte hai to
aapki report facebook ka paas chali jati hai .jaise aapne kya kiya konsi
website kholi etc.
28.aap faceboo par kisi ko bhi block kar sakte ho ye aapki galatfahmi hai ,
aap facebook ke founder mark ko block nhi kar sakte , agar aap aisa karne ki
koshish karoge to error message aayega.
29.duniya me ladkiyo ki sankhya ladko ki apeksha kam hai , lakin facebook
par ladkiyo ki sankhya ladko se jyadha hai.
30.facebook par 30% fack account hote hai.
facebook ka indian facts
fake account me number 1
hamara india badal rha hai technology me aage bad rha hai , isliye facebook
par india ka sabse jyadha fake account banane ka record hai. ha dosto facebook
ne ye bat kahi hai.
news feed ka function
dosto aap facebook ka use to karte hi hai lakin iska ak function hai jise
news feed nam diya gya hai iska idea ak india mahila ka tha jiska name ruchi
sanghvi tha.
facebook par pahli indin women
facebook par kam karne wali pahli indian mahila ka name sheela tandrashakra
krisction tha.
income
facebook company ko income india se jyadha hoti hai . kyoki facebook par
india ka user bad rahe hai , jab se jio aaya hai .aur jio hai tho internet ki
koi problem hi nhi hai, .
to doto kaisa laga ye post comment me jaroor bataye aur ha share kar de
taki auro ki bhi jankari mil sake .
No comments:
Post a Comment