Tuesday, 27 November 2018

imei number kya hota hai.....mobile number se imei number kaise pata kare

IMEI NUMBER kya hai aur kaise pta kare

dosto dunia me jitne bi mobile user hai unka ak imei number jaroor hota hai.aapke is number ki wajah se aapke mobile ki pahchaan hoti hai.ye number sabhi user ka alag-alag hota hai . dunia ka koisa bi mobile phone user ho wo bina imei number ke mobile nhi chala sakta hai. dosto aaj hum is article me seekhenge ki imei number  kya hota hai aur ise apne mobile me kaise pata kare.

imei number, mobile imei number

imei number kya hota hai.....

imei ka english me matlab hota hai international mobile equipment identity aur ise hindi me kahate hai,antrastriya mobile upkaran pahchaan iiska ye nam eisliye hota hai kyoki in numbero se mobile ki pahchaan hoti hai. aur ha ye number 15 digit ka hota hai jo ki har mobile me hota hai. ye number ak unic hota hai jisse pahchaan aasaani se ki ja sake.
imei number ke fayde
  1. imei number se aap apne phone ko trace kar sakte hai.
  2. imei number ki help se aap mobile ki location pata laga sakte hai.
  3. imei number ki help se aapke phone ka pta lagaya ja sakta hai ki aapka phone kisne chori kiya hai aur wo abhi kha hai
  4. imei number se ye pta lagaya ja sakta hai ki mobile user konsa sim use kar rha hai aur uska mobile number kya  hai..
imei number mobile me kaise chack karte hai
to dosto aap apne mobile ka imei number bahttariko se pta lga sakte ho par me aapko yha par sabse aasaan tarkijiyike se btata hu to aap apne mobile me dial kijiye  *#06* to dosto ab aap jaise hi ye number dial karte ho to aapko apna imei number dikh jayega dhyaan rahe ye number 15 digit ka hota hai , aur ak unic hota hai ,


No comments:

Post a Comment